Wednesday, July 29, 2009

Hindi Jokes

Munna ke radio me kuch problem ho gayi
to aur kharab ho gaya
Usne radio khol kar dekha to
ek mara hua chuha mila
Ye dekh kar Munna gussa ho gaya aur bola
“Ye chalega kaise?
Sala singer hi mara pada hai “